WhatsApp Status Kaise Download Kare

Hello namaskar doston swagat hai aap sabhi ka fullforminhindi.in me doston Aaj Ki Sab post mein gajab jankari Dene Wale WhatsApp Status Kaise Download Kare doston agar aap bhi Apne WhatsApp mein jo bhi log status lagate Hain unke status Ko download karna chahte hain to is post ko complete padhiyega.

Doston bahut bar aisa hota hai ki aap kisi Ke Bhi WhatsApp status ko dekhte hain vah aapko kafi jyada pasand aata hai aur aap chahte Hain Ki uske status Ko download karke Apne status per lagana to is situation mein doston WhatsApp mein koi bhi Aisa option nahin hai koi bhi aisi setting nahin hai jisse ki aap kisi Ke Bhi status Ko download kar saken ya to doston aap GB WhatsApp ka istemal kariye jo ki secure nahin Hai ya FIR doston usse samne wale se mangna padta hai ki bhai aap apne WhatsApp status ko humko send kar dijiye.

Aise mein doston bahut logon ko bahut jyada kharab lagta Hai kisi Se WhatsApp status ko mangna to aaj kis post mein aapko yahi jankari denge ki Bina GB WhatsApp Ke Bina kisi ke mange bahut aasani se sirf aur sirf ek Aisa application jismein jab Bhi Koi apna WhatsApp status upload karega aapke contact ka vah sare status use application mein a jaenge aur aap vahan per ek click mein hi use status ko Apne gallery mein download kar sakte hain.

 

WhatsApp status kaise download Karen

Doston yahan per main step bye step pura process batane wala hun bus aapko post ko Dhyan se padhna hai aur aap Sikh jaenge ki aap kaise kisi Ke Bhi status ko sirf aur sirf one click mein apne mobile ke andar download kar sakte hain.

Step – 1 Doston iske liye aapko ek application Ko download karna padega jiske link mein niche de dunga aapko uske upar click karna hai aur application Ko download kar lena hai.

Step – 2 Ab doston jab application ko aap successfully install kar lenge to aapko application ko open karna hai aur yah jo bhi permission mangega vah permission ko de dena hai.

Step – 3 Iske bad doston yahan per aapko do option milenge ek option milega photos ka aur dusra option milega videos ka agar aap video status Ko download karna chahte to aap video wale per click karenge aur agar aap photos chaate Hain To aap photo wale per click karenge.

Step – 4 Iske bad doston agar aap videos download karna chahte hain aap video per click karenge vahan per aapke status per jis jis Ne Jo Jo Bhi video lagaiye vah sari video a jayegi aapko vahan per jo bhi video download karna hai aap uske upar click karenge uske bad niche aapko download ka option milega aap download per click karenge vah aapke gallery mein Aajaega.

                         Download

Conclusion 

Doston aaj ki post mein humne aapko sikhaya Hai whatsapp ke status ko apne mobile mein kaise download karte hain doston agar yah jankari aapko pasand I Hai To is post ko share kariyega Apne doston ke sath agar aapko koi bhi sawal hai to aap comment karke poochh sakte hain main bahut jald aapke sawal ka jawab Dunga to aaj ke liye itna hi FIR milenge Kaun post mein jab Tak ke liye tata bye bye.

 

 

 

Leave a Comment