Delete Hui photo ko wapas Kaise laen 2023

Hello doston swagat hai aap sabhi ka ek aur new post ke andar doston aaj ke post mein ham baat karne Wale Hain Ki delete Hui photo ko wapas Kaise laen doston bahut logon ki important important photo galti se delete Ho jaati Hai.

Doston Jaise bahut sare documents hote hain doston bahut sare important photos hote videos hote Hain To ismein Kya hota Hai Doston kabhi kadar vah galti se delete Ho jaati Hai ya FIR ghar mein bacche hote hain vah use galti se delete kar dete To aisi situation mein aap use image ko jo aapke liye bahut jyada important hai usko wapas Kaise la sakte hain use topic per aaj ka yah post hone wala hai.

Doston aaj ki post mein ham aapko Aisa Tarika bataenge jiski madad se aap bahut aasani se jitne bhi din purani aapki photo chahe vah 2 salon 5 salon aapke mobile se agar vah delete Hui Hai To aapke mobile mein vah application dalte hi Jo main aapko bataunga aapki photo aapke mobile mein wapas a jayegi.

 

Delete Hui photo ko wapas Kaise laen 2023 

Doston aap is topic per YouTube per bahut sari videos Dekhe honge bahut sari videos ko aapane follow Kiya hoga lekin koi bhi tric Kam nahin Karti kyunki doston iske liye ekadam genueen Jo security application hota hai vah aapko chahie aur YouTube per Jo log bhi batate hain na vah application per apna promotion karte hain usse paise kamate hain.

Doston aaj kis post mein main aapko jo application batane wala hun vah hundred percent working Hai sath hi sath yahan per main aapko step bye step bataunga ki Kaise aap delete Hui photo ko apne mobile se bahut aasani se recover bhi kar sakte hain.

Doston yahan per niche main aapko step bye step bataunga aapko vah step follow karna hai aur aap agar ismein Se Koi Bhi ek step ko mis karte Hain To fir doston aapko yah trick Kam nahin karegi fir aap bad mein bolenge ki bhai tumne Jo trick bataen vah Kam nahin Ki to post ko pahle complete padhiye fir jakar follow kariye FIR bataiyega ki trick kam Karen ya FIR nahin 100% trick ko kam karna hi karna hai.

Step – 1 Doston sabse pahle aapko apne mobile mein Google Play Store ko open karna hai aur vahan per search karna hai file recovery.

Step – 2 Iske bad doston jo sabse pahla application aapko milega aapko isko install kar lena apne mobile ke andar.

Step – 3 Install karne ke bad aapko application ko open kar lena hai.

Step – 4 Doston open karne ke bad aapko yahan per language select karni hai language select karne ke bad aap delete photo recovery per click kariyega.

Step – 5 Iske bad doston yahan per aapko kuchh permission mange jayegi vah permission aapko alau kar dena hai allow karte hi doston niche aapko ek scan ka option dikh jaega.

Step – 6 Doston Jaise hi aap scan wale option per click karenge yahan per yah scan Karega aur scan karne ke bad jo bhi aapki photo delete Hui hogi vah photo aapko yah wapas lakar de dega just aap click karke usko apne mobile mein restore bhi kar sakte hain.

                          Download

Conclusion

Doston aaj ki sports mein humne aapko sikhaya hai delete Hui photo ko wapas Kaise laen doston agar aapko yah post acchi lagti Hai To please doston post ko share jarur kariyega aur doston agar aapke man mein koi bhi sawal ho to aap usko poochh sakte hain comment karke main aapke sawal ka bahut hi jald  jawab dunga.

Leave a Comment