Apne Phone Mein Display Fingerprint Kaise Lagaye | How to set display fingerprint in my phone

Namaskar doston swagat hai aap sabhi ka aaj ke is new post me dosto aaj ke is post ke andar Mai apko btaunga ki Apne Phone Mein Display Fingerprint Kaise Lagaye .

Doston iske liye aapko is post ko pura aur bhoth dhyan se padhna hoga jiski madad se aap apne phone me display fingerprint laga sakte hai aur kisi ko bhi chauka sakte hai jaise ki agar apke phone me display mein fingerprint nhi hai fir bhi aap display me fingerprint ko set kr sakte hai aur dekhne wale ekdam chauk jayenge hairan ho jayenge ki iske phone me display mein fingerprint kaise agaya.

Doston aesa kabhi nhi hua hai ki agar apke phone me piche fingerprint hai ya fir side me usi ke sath sath agar aap display me bhi laga le rhe hai lekin aaj jo tarika hm apko bataynge uski madad se aap bhoth asaani se apne phone me display fingerprint ko set kr sakte hai.

Apne Phone Mein Display Fingerprint Kaise Lagaye

Doston agar aap bhi apne phone ke andar apne phone ke display per display fingerprint ko set karna chahte hain to aapko is post ko pura completely padhne ki jarurat hai agar aap is post ko and Tak padh lete Hain to aap bahut aasani se apne phone ke display per display fingerprint ko set kar sakte hain to chaliye doston ham shuru karte hain aur step bye step aapko batate Hain ki kaise aap yahan per display fingerprint ko bahut aasani se apne phone ke upar set kar sakte hain.

  1. Doston sabse pahle aapko Google Play Store ko open karna hai.
  2. Kahan per aapko search karna hai fingerprint lock screan.
  3. Doston iske bad aapko jo sabse pahla application milta hai aapko use application Ko download kar lena hai.
  4. Doston ab Jaise hi aap application ko open karenge to sabse pahle yahan per application aapse kuchh permissions mangegi vah permission aapko sab ke sab allow kar dena hai.
  5. Aapko enable fingerprint aur enable screen lock per click karna hai aur isko on kar lena hai.
  6. Doston uske bad niche aapko kuchh option milega jismein likha rahega change password to vahan per aapko click karke ek Naya password banaa lena hai.
  7. Iske bad completely fingerprint lock aapke screen per set ho jaega iske bad aap jab bhi Apne Phone ko open karte hain ya FIR doston application ko open karte Hain to yahan per aapka fingerprint lock se hi aapka phone open hoga agar aap fingerprint lock nahin khol rahe hain ya nahin khol pa rahe to aap password enter karke bhi use open kar sakte hai.

Application Ko download karne ke liye directly link bhi main aapko niche de raha hun Jaise hi aap download wale option per click karte to aap directly is application ko click karte hi download kar sakte hain. 

Download

Conclusion

Doston aaj ki post ke andar humne aapko sikhaya hai ki Apne Phone Mein Display Fingerprint Kaise Lagaye Isi ke sath agar aapke pass aapke phone mein display per finger print nahin Hai fir bhi aap iski madad se apne display per fingerprint ko set kar sakte hain to doston aaj ke liye itna hi Fir milenge dusre post mein jab Tak ke liye bye bye take care apna khyal rakhiega.

Also Read: WhatsApp Par full DP kaise lagaye

1 thought on “Apne Phone Mein Display Fingerprint Kaise Lagaye | How to set display fingerprint in my phone”

Leave a Reply to WhatsApp Par Full DP kaise lagaye | How To Set Full Dp On Whatsapp – Tech Newz in Hindi Cancel reply